Internet me kai tarah ki mail companies hai. lekin sabse jyada use Gmail kiya jata hai.
Email ka doosra naam gmail hi hai. internet me jyadatar log apni mail id Gmail Par hi bnate hai.
email ko send karne aur recive karne ke liye internet ka use kiya jata hai. lekin internet kabhi bhi bharosemand nahi hai. kabhi aap aisi jagah par chale jate ho jaha par internet impossible hai. ya kabhi lines closed ho gayi toh apko bohat problems hoti hai lekin ab tention lene ki koi baat nahi hai.Gmail ka use aap ab offline bhi kar sakte hai. mera matlab hai ki bina inteernet ke.

Must Read

Facebook Messenger Ke Top 5 Secrets
Whats App Ko Pc Me Kaise Install Kare

Kaise Kare Bina Internet Gmail Ko Use
aap sabhi to acche se jante ho ki gmail ek google ki service hai. toh iske liye apko google ka chrome browser use karna padega. Offline Gmail aap only Chrome browser me hi use kar sakte ho. iske liye apko google ka chrome browser download karna padega. ab mai apko batata hu ki kaise use kare.

Gmail Offline Ko aap do tariko se use kar satke ho dono me se ek ko aap chun sakte ho jo bhi aapka man ho.


  •  Chrome Aplication
  •  Chrome Extention 
  1. app ya extention download karne ke baad ab aap apne computer me chrome application open kijiye
  2. ab  account me apna username aur password dalkar sign in kijiye.
  3. ab apke samne kuch message show hoga wo messeage me apko offline karne ki permission mangi jayegai
  4. ab aap Allow Offline Permission par tick laga de ek baat ka vises dhyan de ye aap apne ghar ke ya personal computer me hi kare kisi bahar ke ya cyber cafe me na kare.
  5. Ab aap bina internet ke apne mails padh sakte ho.
jab aap offline ki permisson dete ho toh wo Google Chrome me cooky ke roop me save kar liya jayega

agar ye post apko pasand aayi ho plz comment karke apni ray jahir kare

thank you