Hello friends aaj ham baat karenge android launcher ke bare me. Play store me aapne kai launchers dekhe hoge. Lekin aapko samajh me nahi aa rha hoga ki kon sA lancher download kare aaj ki post me mai aapko launcher ki baat karunga ki android ke liye kon se best launchers hai.
AAp sabhi android launchers ko download nahi kar skte hai. Toh fir samjh me kaise aayrga ki kon sa best launcher hai. Iski problem aaj mai aapki door kar deta hu. Aaj jo launchers mai aapko bataunga wo aapke phone ko ek naya look denge.
Ye sabhi launchers aapke phone ke features bhi jyada kar denge.
Toh ab mai batata hu kaun se hai ye launchers.
Top 5 Best Launcher

Android Phone Ke Liye Best Launchers

Ye launchers sabse cute launcher hai. Isme category ke hisab se menu set hota hai. Agar aapke smart phone me Games App Music Etc hai to smart launcher alag alag folder me apps set karta hai. Jaise games ke folder me sare Games Apps ke folder me apps. Is launcher ki ek aur khas baat hai ye easy navigation liye kafi accha hai. Aur smart launcher me ok Google Now Ki Tarah features available hai.

2- Theme Launcher
Theme Launcher bhi good looking launcher hai. Isme aapko jo bhi theme ko set karna ho wo aap kar skte hai  isme aapko kafi themes free me mil jayege. Iskme ek baat aur hai aap apna khud ka banaya hua bhi theme upload kar sakte hai. Lekin isme kuch kamiya bhi hai. Wo mai aapko bata deta hu. Iske liye aapke phone me jo launchers  pahle se installed hai. Unko aapko unistall karna padega tab ye launcher acche se work karega.

3- Google Now Launcher
Ye google ki service hai. Google se toh aap acchi tarike se parichit hoge. Google ki koi bhi service fraud nahi hoti hai. Lekin Google ke launcher me jyada look toh nahi hai. Lekin is launcher se se aap apne smart phone me Voice Power De skte hai. Ye launcher voice se bhi work karega. Agar kisi ko call karni hai toh kahiye call Rohit toh rohit ko call karne lagega. Ise aap play store se download kar sakte hai.

maye
Mcent Se Free Reacharge Kaise Kare

4- Buzz Launcher
Agar aap apne phone ko accha look dena chahte hai. Toh ye launcher aapke liye best sabit ho skta hai. Buzz launcher aap jab bhi use karoge tab aap apne aap ko tarotaza paoge. Is launcher me aapko 900+ type ki home screens hai. Jisko aap apne  apne hisab se change kar ke apne android phone ko ek naya look de skte hai.

5- Yahoo Aviate Launcher
Ye bhi ek best launcher hai. Yahoo ne kuch hi dino pahle banaya hai. Isko use karna bohat hi saral hai. Isme aapko 4 tarah ke scrern lock optins mil jayege.

अगर आपको पोस्ट अच्छी लगे तो जरुर शेयर करे और डिजिटल इंडिया में अपना योगदान दे