India ek vikash sheel desh hai. Hamne kuch salo me kafi tarkki ki hai. Chahe sports me ho ya science me ho. Lekin abhi bhi india me kai prakar ki समस्याए dekhne ko mil rahi hai. In समस्यायो ka samadhan karna kewal sarkar ka दायित्व nahi hai. Ham logo ke bhi kuch farz hai Desh ke liye. Aksar log in bato ko andekha kar dete hai. Un logo ne ye धारणा banakr rakhi hai ye kam toh sarkar ka hai. Lekin aisi soch rakhne wale bilkul galat hai. Unhe yahi soch badalkar desh ke liye aage aana chahiye. Vese agar dekha jaye toh bahut se log is kam me lage huye hai. Unke pas समस्याओ ke समाधान bhi hai lekin unhe aisa koi bhi मंच nahi mila jisme ve apni baat rakh sake. Aise hi logo ke liye dainik jagran ne ek मंच ki shuruat ki hai.


Kya Hai Janhit Jagran ( जनहित जागरण क्या है)

जनहित जागरण ek aisa munch hai. Jisme aap desh ke ??? me apni baat rakh sakte hai. Desh me jo bhi समस्याए hai. Agar aapke pas  समस्यायो ke solution hai. Toh aap is मंच ke madhyam se apni baat duniya tak pahucha sakte hai.
Janhit Jagran Aise logo ko सम्मानित bhi karega jo pahle se desh ke liye  samajik sudhar hetu kar  कार्य कर rahe hai.

जनहित जागरण के प्रमुख उद्देश्य

1) iska  प्रमुख उद्देश्य logo ka jagrat karna hai. Aur Apne desh me sudhar laane ke liye प्रयास karna hai.

2) Sabhi  ko apni baat apni yojnao ko rakhne ka awsar dena hai. Jo samajik sudhar ke liye  ho.

3) Selected logo ko jagran social Award Se पुरष्कृत kiya jayega.

4) जनहित जागरण ke vijeta ko ?10 lakh ke nagad पुरष्कार  se सम्मानित kiya jayega.


आप सभी लोग जागरूक हो और जनहित जागरण में अपनी भागेदारी निभाए

इस पोस्ट को ज्यादा से ज्यादा शेयर करे और देश में सभी समस्याओ को सुलझाने में अपना योगदान दें