Aaj Kal Har koi internet ka istemal karta hai. Internet ab hamari har cheez me jarurat si ban gayi hai. Aur mobile company wale din pe din internet ke rates badate chale ja rahe hai. Aise me ham limit me hi internet ka istemal karte hai. Sabse jyada data facebook par kharch hota hai. Aur facebook toh har koi use karta hai.


Kaise Kare Free Internet Ka Istemal


Maine Pichli post me aapko Airtel me free internet use karna bataya tha. Jo ki 100% working bhi tha. Kafi log airtel me free internet use kar rahe hai. Mere ek dost ne mujhse pucha ki IDEA me bhi free net ki trick bataiye. Toh aaj mai aapke sath Idea me free internet ki trick share karunga.
Agar Aapko Airtel Me Free Net Ki Trick Nahi Pata Hai Toh Ise Padne Ke Liye Yaha Click Kare

Idea Me Use Kare Free Internet

Aap free internet  trick kewal android mobile users ke liye hi hai. Agar aapke pas android phone hai tob ye post aapke liye acchi hai warna aap ise ignore kar de.

Step- 1 Sabse Pahle Aap Play Store Me Jaye Aur Hammer Vpn App Download Kare.
Yaha Se Download Karne Ke Liye Click Kare

Step-2 Install hone ke baad aap open kare aur aapko L- Port me 53895 Aur R-Port Me 0 Set Kare.


Step-3 Network Protocol me UDP set kare

Step-4 Ab aap start par click kare aur aapka free internet chalne lagega.

Note- Aap Per Day 100 MB Se jyada Net use na kare. Agar aap free me jyada net use karoge toh isse aapka sim band bhi ho skta hai. Aur isse hone wale koi bhi nuksaan me jimmedar aap khud hoge. All Help In Hindi ki koi bhi jimmedari nahi hogi hai.

Request- aap se vinmra nivedan hai. Agar aap free internet ka use kar rahe ho toh iska labh aur logo ko bhi milna chahiye. Toh Plz is post ko jyada se jyada share kare