Aaj kal aapka smartphone ab baat karne ke liye hi nahi rah gaya hai. Aap apne smaet phone se bohat kuch kar skte hai. Bas aapko iski jankari honi chahiye.
Jab sardiyo ka mausam hota hai tab android keyboard aur mouse ka apna hi ek maza hota hai.  Wirless mouse aur keyboard ne computer lar kaam karna  bohat hi suvidha janak bana diya hai. Agar aapke pas computer ya laptop hai aur apke pas wireless keyboard aur mouse nahi hai. Toh aapko tention lene ki koi baat nahi hai. Aap apne smartphone ko hi wireless mouse & keyboard bana skte hai.

Make Your Android Phone Wireless Keyboard And Mouse (Hindi Me Jane)
Apko wireless mouse aur keyboard banane ke liye aapke mobile aur computer me wifi aur Bluetooth hona jaruri hai. Agar aapke laptop ya computer me Bluetooth ya Wifi nahi hai toh sabse pahle wifi ya Bluetooth ka driver install kare. Tabhi aap apne phone ko wireless

Mobile Ko Computer Aur Laptops Se Connect Kare Hindi Me Help

center
">


1- Sabse Pahle Aap Play Store Se Android Mouse And Keyboard Application Ko Download Kare

2-  Ab Aapko Apne Computer me bhi ek apps instal karni hogi.
Iske liye aap android-remote.com par jaye aur aap Android Mouse 4.0 Server App download karni hai.


center
">
3- Android Remote Server Download Karne ke baad apne computer me install kare. Ye software tabhi install hoga  jab aapke computer me java hoga. Java ko aap yaha se install kar skte hai.

4- Wi-Fi Se connection jyada behtar hoga. Wifi se connect karne ke liye aapko my wifi router apps apne computer me install karni hogi.

5- ab aap Android Mouse Server ko apne computer me open kare. Aur wifi ko select kare. Ab aapko Ek IP address dikhega.

6- Ab apne mobile me android mouse ko open kare. Aur wifi select kare

7- Ab aapko Apne Computer Ka Ip Adress Dalna Hai. Ip address ko dale aur connect kare. Ab aapka Wireless Mouse Aur Keyboard Ready hai.

हमें सोशल मीडिया में भी फॉलो करे और ज्वाइन करे हमारा All Help In Hindi फेसबुक ग्रुप