Agar aapne website/blog banaya hai. Toh aapko ye jan lena behad jaruri hai. Ki alexa hoti kya hai..?
Toh aapko mai bata du alexa ek aisi website hai jo aapki site ki popularity aur rank ko batata hai. Ki aapki site ki kitni global rank hai aur kitni india me rank hai. Vaise toh alexa rank widget ka code alexa.com se pa skte hai. Lekin yaha par mai apko hindi me samjhaunga step by step.
Ki Alexa Rank Widgets apni site me kaise add karte hai.

Alexa Rank Increase
Alexa Tools Use
Apni Blog Aur Website Me Alexa Rank Widget  Lagaye
#1 Aap apni website  me login kare.
Mai alexa widget WordPress ka bata raha hu.

#2 Ab aap left side me dekhe. Aap control pannel me  hai. Ab aap Add New par click kare

#3  Ab aapko plugins dikhai dege. Aap plugin par click karke alexa rank widget search kare.

#4 Search karne ke baad apko kafi sare plugins dikhege. Aapko Alexa Rank Ka plugin install karna hai.

#5 Install hone ke baad aap plugins page pr hoge.

#6 Ab aapk Widgets par click kare. Aapko alexa rank widget dikhai de jayega.

#7 Ab Alexa Rank Widget Ko Open karke usme apni site ka naam fill kare.

#8 Aapko Ab sidebar me alexa rank widget dikh jayega.

Is tarike se aap apni site me alexa rank widget add mar skte hai.
Agar aapko post Acchi lage toh ek baar share jarur kare