Aaj kal har koi blog bana leta hai. lekin wo bina mehnat kiye huye paise kamana chahta hai aise me wo dusro ki post copy karke apne blog me paste kar deta hai, usse hamari site ki ranking kharab ho jati hai ham un blggers ko copy karne se toh rok nahi skte lekin agar ham kuch aisa kar le jisse koi bhi hamari post ko copy na kar paye ye hamare liye jyada behatar rahega. toh aaj ki post me mai apko yahi bataunga ki apni blog post ko copy hone se kaise bachaye. main apka jyada samay kharab nahi karuga. ab bat karte hai hai post ki ki ise kaise use kare ki koi bhi hamri post ko copy na kar paye.
toh dosto aaj ki post me ham yahi seekhege ki mouse ki right click ko disable kaise kare.


Blog Post Ko Copy Hone Se Kaise Bachaye
blog post ko copy hone se bachane ke liye neeche kuch points bataye ja rahe hai aap in points ko sahi se follow kare.





1- Aap blogger.com par sign in kare

2- Ab aap layout par jaye

3- Add A Gadget ko select kare





4- HTML/Javascript par click kare.

5- Ab apko neeche diya hua code copy karke paste kare aur save button par click kare.
Ab aapki post koi bhi copy nahi kar payega.

agar aap apne blog me html code posts likhte ho toh aap code box ka use jarur kare agar apne code box ka use nahi kiya toh visiter apke code copy nahi kar skta hai.
 post chhoti jarur thi lekin kam ki bohat hai. agar apko post acchi lagi ho toh aap apne dosto ke sath share jarur kare.