Blogging ke liye wordpress sabse behtar platform hai. india me jitne bhi popular bloggers hai jyadatar unke blog wordpress me hi hai. lekin unhone blogging ki suruat blogspot blog se hi ki thi. agar aapke blog me ab accha traffic aane laga ho toh aap apna blog worpress me bhi transfer kar skte hai. aaj ki post me mai apko puri jankari duga ki blogger blog ko wordpress me kaise import kare. is post ke jariye aap asani se apne blogger blog ke sabhi post images pages comments ko asani se wordpress me import kar skte hai. lekin uske liye aapko apne blog ka ek bar full backup lena hoga. maine apni pichle post me yahi bataya tha ki blogger blog ka backup kaise le agar aapne abhi tak ye post nahi padhi hai toh sabse pahle is post ko  padhe tabi aap apne blog ko wordpress me transfer kar skte hai.

Blogger blog ka backup lekar aap apni posts ko bhi safe kar skte hai. agar aap worpress me import karna nahi chahte hai. tabh aap 1 week me apne blog ka backup jarur le. isse aapke blog ki posts images aur comments safe ho jate hai. agar future me apke blog ko kisi ne hack kar liye toh aap apne backup ko blog me fir se install kar skte hai. toh ek bat ka jarur dhyan rakhe. 1 week me apne blog ka backup jarur le.


Blogger Blog Ke Liye Kon Free Ya Paid Kon Sa Domain Name Best Hai


Blogger Blog Ko Wordpress Me Kaise Import Kare
wordpress me blog ko import karna bahut hi simple hai. bas aako bataye gaye steps ko acche se follow karna hai. bas fir kya aapka blog kuch hi der me wordpress me import ho jayega. agar aap only post ko bi wordpress blog me import kar skte hai. lekin abhi tak aapne backup nahi liya hai. toh pahle backup le.


Google Chromecast Se Normal Tv Ko Banaye SmartTv


Step-1 blogger dashboard me jaye setting>other par jaye aur backup content par click kare




Step-2 ab wordpress dashboard par jaye Tools ko select kare aur blogger me click kare.


TOP 5 METHOD MAKE MONEY ONLINE (ONLINE PAISA KAMANE KE TOP 5 TARIKE)


Step-3 jaise hi aap blogger me click karege ab aapke samne ek popup window open hogi. yaha par apko blogger importer plugin install karne ke liye bataya jayega. Ab aap install now par click kare


Step-4 jab plugin install ho jaye tab Activate Plugin Run Importer me click kare. ab apko apne blog ka backup ko import karna hai. ab choose file par click kar aur apne computer se backup ko select karke upload par click kare.

Backup upload hone ke baad ap wordpress platform ki asani se use kar skte hai. kabhi kabhi backup upload hone me time bhi lag skta hai.  

Last Word For You'
toh dosto aaj ki post me aapne seekha ki blogger blog ko wordpress me kaise import kare. ye karna bohat hi easy tha. ise aap asani se kar skte hai . bas iske liye apko post me dhyan dena hoga. agar ye article aapke liye useful sabit hua ho to plz apne dosto ke sath bhi share kare.


BlogMint : Adsense Ke Bina Use Kiye Apne Blog Aur Youtube Se Paise Kamaye