Internet Se paise kamane ke aapne bohat se tarike padhe hoge. Lekin aaj mai apko aisa tarika bataunga. Jisse aap kam mehnat me acchi income kar skte hai. Toh chalo jante hai kaun sa hai ye tarika.
Shorte.st Kya Hai (What Is Shorte.st)
Ye ek aisi website hai. Jisme aap koi bhi url ko short url kar skte hai. Aur ise social media me share kar skte hai. Jo bhi aapki short url me click karega. Use 5 second ka ad dikhega aur 5 second baad wo us website me pahuch jayega. Aapko kafi aisi website mil jayegi jo short url ke paise deti hai. Lekin shorte.st unme se sabse hatke website hai. Isme short link ke sath sath bohat se aise tools jinse aap kafi earning kar skte hai.
Also Read
ClixSense Se Paise Kamaye
Shorte.st Ko Kaise Kam Karta Hai?
Shorte.st ko samjhane ke liye ham aapko ek examle dege. Mai apni site ke home page ko short url me change karuga.
Example- Jaise mere site ka home page www.allhelpinhindi.com hai
Aur iska shorte.st me short link http://sh.st/ISMx0 hai. Agar aap ise open karke jarur dekhe. Aapko pata chal jayega ki 5 Second ka ads kaise chalege.
Shorte.st Se Paise Kaise Kamaye
Isse paisa kamane ke liye sabse pahle aapko isme registeration karna hoga. Haan iski khas baat ye hai agar aap kisi ke refferal se join karega toh aapki extra income bhi hogi. Agar aap meri refferal link se join karoge toh aapko 20% commission extra milega.
Shorte.st Kaise join Kare
Shorte me account banana bohat asan hai. Bas aap diye gaye sign up image par click kare.
Is par click karne ke baad ek form khulega jisme aaapko email id aur pasword type karna hai. Ab aapke email me verify link aayegi. Link me click karke verify kar le.
NOTE- Agar aap hamari link se sign up karoge toh aapki 20% extra income hogi.
Watch 80+ Live Tv Channels On Your Smart Phone And Tablet Absolutely Free ( 80 से ज्यादा चैनल्स देखे अपने मोबाइल फ़ोन पर वो à¤ी बिलकुल फ्री मे)
Last Word
Aaj ki post Online Make Money Ke liye kafi helpful sabit ho skti hai. Agar aapko kuch problem ho toh comment karke hame bata skte hai.
6 Comments
par kyaa bhai ye short link fb account block kar dengi? Baar baar timeline pe daalne par
ReplyDeleteFb me Shorte.st ki link block ho chuji h
ReplyDeleteFb me Shorte.st ki link block ho chuki h
ReplyDeletesir meane pendrive ki ram banayi hai magar use phir se pedrive banana haiy to kaise kare
ReplyDeleteये शोर्ट लिंक फेसबुक पे डालने पर ब्लाक बता रहा है.
ReplyDeleteयेसा क्यों
ये शोर्ट लिंक फेसबुक पे डालने पर ब्लाक बता रहा है.
ReplyDeleteWhat's problem sir
अपनी राय यहाँ पर दे