Hello friends aap sab ko pta hi hoga ki aaj ki date me net ka bahut chalan ho gya hai aaj agr koi

kaam hota hai to online hi jo jata hai jese ki whatsapp, messenger, twitter inke jariye apna kaam

bahut aasan ho jata hai aur mai aaj aapko batane ja raha hu ki aap log 1 mobile me 2 whatsapp ,2

messenger  or 2 twitter kaise chala skte hai. Friends pehle is tarah ki technology develop nhi hui thi

lekin aaj koi kaam impossible nhi hai.



Aapko apne mobile me 2 account chalane ke liye aapko in steps ko follow karna hoga to aaiye mae aapko Screenshot ke saath batata hu








Step 1 : 

sabse pehle aap apne mobile se play store ya apple store ko open kare



                               




Step 2: 

phir aap play store ya apple store ke search option me parallel space search kare




1.  Yeh dekh sakte ho aap mere pehle se hi install kiya hua hai.




Step 3 :

 parallel space ko download kijiye aur phir use install kare




1. dekh sakte ho aap mene bhi kar diya hai.



Step 4:

 install karne ke bad aap us app ko open kare aur aapko jo bhi app me 2 account chalane hai jaise  whatsapp ,twitter ,messenger, etc ko add kare














Step 5: 

Add karne ke bad app usme dusra account banakar use chala sakte hai









Iss tarah aap apne mobile ke app(parallel space) ke jariye aap double account banaa skte hai or 

double kaam kar sakte hai.












agr aapko pasand aaye to aap is post share bhi kar skte ho or isme kuch problem hai to 

plz mujhe comment karke bataya or mujhe suggestion de taaki me aage or bhi kart 




saku or aapko doubt/problem hai to plz bataye me aapki jarur karunga. yeh jaankari 

aapko kesi lagi yeh bhi bataye.