Ye toh ham sabhi jante hai ki google search console hame high traffic dila skta hai. search engine se traffic paane me google webmaster hamari kitni help karta hai. lekin webmaster me aise bohat sare features hai jinko abhi tak ham nahi jaante hai. toh aaj ki post me mai aapko targeting country set karna bata raha hu. Isse aap koi ek country se high traffic pa skte hai. aapke blog ya site ke liye jo bhi right county hai use aap choose kar skte hai.




Google ke is feature ka naam hai Geographic International Targeting Country. Ye feature sabse best hai. jo hame apne blog ke liye location aur country select karne ka option deta hai. haan lekin ye feature tabhi kaam karta hai jab aaka domain top level ka hoga jaie ki .com .net etc aapke pas aise domains hone chahiye tabhi aap iska use kar skte hai. agar aapke .in domain hai toh target country india automatic select ho jayega aur isme aap aur koi country ko target nahi kar skte hai. toh sabse pahle top level ko select kare tabhi aap is features ka use kar skte hai.

Agar ham apne blog ki country US select karte hai. toh US me hamara blog jyada show hoga. Mera matlab yahi hai ki jise desh ko aap target karoge us desh me aapka blog jyada results dega.




Google Search Console Me Targeting Country Kaise Set Kare

Targeting country select karne se pahle aapko ye jan lena bohat jaruri hai. ki aapki other country me search ranking low hoti jayegi. Isliye soch  samjkar hi target country ko set kare.

Targeting country ko select karne ke liye sabse pahle Google Webmaster par jaye.
a-              Ab search traffic ko select kare
b-             International targeting country par click kare
c-              country ko select kare
d-             Target users in ke saamne tick ka nisan lagaye
e-              Ab aap apni target country ko select kare


Target country select karne ke baad aapke saamne successfully change country ke message show hoga. Iske baad kuch samay baad apko ek message milega jisme aapko target country ko confirm karne ke liye bola jayega. Message ko open karke diye gaye link par click karke aap check kar skte hai ki target country set hui hai ya nahi.




Target country select karne se ye fayda hai ki aap apne blog ki search ranking ko increase kar  skte hai. lekin is feature ka use karne ke liye aapko pahle top level ke domains ko select karna hoga. Agar aapke pas .uk or .in jaise domain  hai toh target country apne aap hi set ho jati hai. isliye .com .net .org jaise hi domains ka use karne other countries me apne blog ki search ranking bada skte hai aur high traffic pa skte hai.


Agar apko ye post achhi lagi ho toh social media me apne dosto ke sath jarur share kare