Hello friends aaj mai aap logo ke liye ek aur new trick lekar aaya hu. Jo trick aapke liye jarur helpful sabit hogi. Aajkal din pe din internet packs ke rate badte ja rahe. Aise me hame internet use karne ke liye kafi paise dene padte hai. Agar hame kuch aisi trick mil jaye jisse ki hame free me net jaye toh hame kafi rahat mahsoos hogi. Toh dosto aaj mai apko aisi trick batane ja raha hu jisse aap TataDocomo no par 100MB perday free net chala skte hai. Ab aapko internet packs me ek bhi paisa kharch karne ki jarurat nahi hai.
Maine aapko pahle bhi free internet ki bohat si tricks batai hai. Jo sabhi working bhi hai. Agar abhi tak in tricks ko aapne nahi hai padha hai toh aap hamari android category ko select kar sabhi tricks jaan skte hai. Aaj kal jitni bhi free internet tricks hai. Un sabhi ko use karne ke liye hame Vpn Apps ki jarurat padti hai. Toh sabse pahle ye jaan lete hai ki vpn kya hota hai.
VPN Apps Kya Hote Hai?
Vpn do tarah ke hote hai free vpn premium vpn. Kuch proxy servers hote hai jinhe ham vpn me daalkar free internet ke liye connect ho jate hai. Premium VPN se ham connection ko secure bhi kar skte hai. Toh aap vpn toh samaj hi gaye hoge. Toh ab jaante hai ki tatadocomo me free internet kaise use kare.
TataDocomo Me Free Internet Chalaye
Muft ka internet use karne ke liye mai aapko kuch steps bataunga jise aap acche se follow karke free internet pa skte hai.
1- Sabse Pahle Play Store Me Jakar Droid Vpn Install kare. Aap yaha se bhi kar skte hai.
2- Ab Droid Vpn me sign up karke login kare
3- Ab Droid VPN ki settings me jaye aur UDP port select kare
4- Aur Ports me 53 Or 9201 Enter kare aur OK kare.
5- Ab aap kisi bhi server ko select kar Connect par click kare. Aapka free internet chalna suru ho jayega.
Note- Aap ek din me 100 MB tak hi free internet use kar skte hai.
2 Comments
Thank you shalini
ReplyDeletemene kiya h bhai
ReplyDeleteअपनी राय यहाँ पर दे