Dosto aaj kal android me jitni bhi acchi applications ya games hai wo jyadatr paid hai. Bohat kam hi acchi apps free hai. Isliye paid apps ko.download karne ke liye pahle hame pay karna hota hai. Tabhi ham aisi apps ko download kar skte hai. Lekin dosto aaj ham apko aisi tricks btayege jisse aap koi bhi paid free me download kar skte hai. Ji haan sahi suna aapne ab apko paid apps ya games download karne ke liye ek bhi paisa kharch karne ki jarurat nahi aap is trick ko use kar sabhi apps free me download kar skte hai.
Jab aap play store me koi game search karte hai. Aur uske sath sath aapko aisi bhi games dikhai de jati hai. Jo kafi acchi hai. Lekin ise download karne ke liye hame paise kharch karne padege. Tab ham yahi sochte hai. Ki kash koi aisi trick hoti hai. Jisse ye game ham free me download kar pate. Toh dosto ab apko tension lene ki koi jarurat aap aapni pasand ki paid games free me download kar payege.
Aajkal android phone ka use toh sabhi karte hai. Isliye har chhota mota kaam ham android se hi karte hai. Isliye aisi application hamara kaam aur bhi asan kar deti hai. Lekin free apps me sab kuch available nahi hota hai. Agar hame kuch extra cheej chahiye toh fir hame paid apps ka hi use karna padega. Toh isliye aaj ham.aapko 2 methods btayege jisse aap koi bhi ek tarika use kar apps download kar skte hai.
Paid Apps Ya Game Free Me Kaise Download Kare
Vese internet par aapko bohat si aisi sites mil jayegi jo paid apps free me download karvane ka dava karti hai. Lekin wo apna kaam nikalti hai. Kahi ye app download karo ya advertisement me click karo aise bohat se kaam apse krvati aur apps bhi nahi download hota hai. Toh aisi bohat si fake sites apko mil jayegi. Toh aisi sites ke chakkar me kabhi bhi na pade.
1- BlackMart App Se
1. Sabse pahle aap Apne Phone Me Blackmart App Install Kare
2. Ab App ko open kare aur koi bhi paid app ka naam search kare
3. Ab Apko App Show hogi app par click kare aur Install Par Click kare
4. App/Game Download Honi start ho jayegi.
Note- Aap Paid Apps Ke Naam Play Store Me Search Kar Pata Kar Skte Hai.
2- MediaFire.Com Se
Mediafire ek aisi website hai. Yaha se bhi aap free me apps download kar skte hai. Apps download karne ke liye aap hamare btaye gaye steps ko follow kare.
1. Mediafire.com open kare
2. ab Aap paid apps ka naam search kare. Aur end me .apk lga de. Jaise ki Aap koi app search kar rhe hai. Toh aap aise kar skte App.apk
3. Ab apke samne kai related files aa jayegi. Aap dekhkar apni app dowload kar skte hai.
4. ab app imstall kare aur enjoyed kare.
Warning- Dosto Ye Trick Only Gyan Matra Ki Liye Btai Gayi Hai. Isse All Help In Hindi Ka Koi Bhi Lena Dena Nahi Hai. Isliye Apne Vivek Se Hi Is trick Ko Use Kare
Last Word For You
Dosto Aaj maine aapko paid apps free me download karne ke 2 method's btaye. Agar aapko ye post pasand aayi toh apne dosto ke sath jarur share kare.
0 Comments
अपनी राय यहाँ पर दे