Shayad bohat kam log hi hoge jinhone ne Mario Game na khela hai. dosto mario bohat hi popular games me se ek hai. jab hamare paas play station xbox android phone nahi the tab ham Mario games ko hi khela karte the. shayad aapne khela bhi hoga. Mario sabse old games me se ek hai. Mario games ko launch hue poore 32 years ho chuke hai. aur in 32 years me mario ki 31 Carore Copies sale ho chuki hai. toh dostos sabse pahle ham mario se judi hui kuch rochak bato ko jaante hai. 


Super Mario का इतिहास 


Super Mario 13 September 1985 me launch hua tha. Jab game ko launch kiya gaya tha tab iska nam Super Mario Brothers tha lekin fir kuch changes hone ke baad iska naam super mario rakha gaya. Super Mario ko Jaapan ki ek Video Games company ne banaya tha. 13 September ko ham Mario Day bhi kahte hai. Video Games ko duniya me sabse jyada popular game super mario hi 1990 me sabe jyada micky mouse ko pasand kiya jaata tha lekin super mario ke baad logo ne pasand karna band kar diya. 2015 Me Mario ko World Video Game Hall Of Fame me shamil kiya gaya tha. aur kai saare Awards Mario Ko mil chuke hai.



Android Phone Me Apps Kaise Hide Kare Without Root

Interesting Facts Of Mario



  • Span me ek road ka naam bhi super mario hai
  • Starting me is Game ka Size 40KB tha aur isme 80 Levels thi.
  • World me iski 31 carore copies sale ho chuki hai.




Super Mario Run अब Android Phones में भी खेलें



Dosto abhi tak super mario run game only Apple phones ke liye launch hua tha. ham only apple ios me hi mario run game ka maza le skte the. lekin ab dosto apne android phone me bhi mario run game ko khel skte hai. toh android me mario run game ko kaise khelna hai iski process ham aaj ki post me aapko bta rahe hai. 
Dosto Android phone me Super Mario Run khelne ke liye aapko iska Registration karvana hoga. 23 March 2017 ko Super Mario Run game launch kiya jayega.

STEP-1 Sabse Pahle aap play store me jayein

STEP-2 Ab Super Mario Run Search Karein

STEP-3 Ab Aapko PRE Register Ka Option Show Hoga

STEP-4 PRE Register Karne Ke Baad Aap 10$ Ki Payment Kar Is Game Ko Download Kar Skte hai.







Conclusion



Dosto ab aap samjh chuke hoge ki super mario run android ke liye kaise download karna hai. agar aapko download karne me kuch problem ho rahi ho toh aap comments se hame bata skte hai.