Hello Friends,

  • Kya Aap apne blog/site ke liye sponsored content ko serch kar rahe hai?
  • Kya aap apne twitter account ya facebook account se paise kamana chahte hai?
  • kya aap Bina Adsense ke istemal se apne youtube videos se paise kamana chahte hai?

aaj is post me mai apko bataunga ki bina adsense use kiye kaise apne blog ya youtube account se paisa kamate hai, Aaj mai apko aisa well known platform ke bare me batane ja raha hu, Jo big brands ko bloggers se jodta hai. ye article un sabhi ke liye helpful rahega jinke pas apna blog hai ya youtube channel hai. Aaj mai apko jo platform bataunga uska naam hai BlogMint. Blogmint Ko simple bhasha me influencer marketing program kahte hai.. Agar apke pas apna blog nahi toh koi baat nah agar twitter ac ya youtube chaneel hai tab aap ise join kar skte hai aur apne youtube chaneel ko monetize kar skte hai.

toh ab mai apko bataunga ki BlogMint ko use karke apni income kaise badaye

Blog Mint Kya Hota Hai ? Aur Ise Kaise Start Kare
aap BlogMint se sponsored content se paise kama skte hai. Blogmint ek influencer marketing program hai. ye kewal bloger ke liye hi nahi balki social media ke sath bhi ise joda ja skta hai. toh ab jante hai BlogMint me apna acount kaise banaye


BlogMint Me Signup Kaise Kare
  • sabse pahle aap blogmint.com par aap jaiye 
  • ab aap signup par click kare
  • aab aap blogspot wordpress ya fir apne youtube account se signup kar skte hai
ya fir apni email id use kare

Step-1 Ab aapko apni profile detail fill karni hai. aap apni detail sahi se fil kare jisse apko apne tweets ya videos ke liye sahi price mil sake

Step-2 jab sari detail fill ho jaye ab aapko continue profile par click karna hai.

Step-3 ab apko sari digital property mention karni hogi jisko aap monetize karne chahte ho





>
  • Jab aap sponsored tweets ya video ke liye price set kar rhe ho tab apko ek baat ka dhyan rakhne apko price jyada nahi rakhni hai. agar aap price jyada rakenge toh apko bohat se offers nahi milege. isliye aap kam price hi rakhe.  
  •  
  • aap videoquality ya tweets ke hisab se hi prce set kare
ab aapki proflie complete ho gayi hai.

Agar ye post apko acchi lage toh aap post share jarur kare