Dosto agar aapka blog blogger.com par hai aur aap wordpress ko seekhna chahte hai. toh aaj ki post me mai apko bataunga ki wordpress seekhne ke liye ZNETLIVE se free hosting kaise le. wordpress blogger jitna easy nahi hai. agar aap wordpress me apna blog banana ya imort karna chahte hai. toh sabse pahle wordpress seekhna bohat jaruri hai. aap ZNETLIVE se 30 din ki free hosting lekar worpress seekh skte hai. 30 din ke baad aap znetlive ki payment kar skte hai. znetlive ki hosting service kafi acchi hai. isme aapko 24/7 support milege agar aapko kuch problem hoti hai toh aaj znetlive ka 1800-102-9638 tollfree no dial kar help le skte hai. 

maine apko pichle post me bataya tha ki agar aap paid hosting lena nahi chahte hai. toh aap wordpress blog ki suruat free hosting se bhi kar skte hai. hostinger se aap wordpres blog ke liye free hosting le skte hai. hostinger me aapko free hosting me kafi services mil jati hai. agar aap free hosting lena chahte hai life time ke liye toh aap hostinger use kar skte hai.





Blogspot Blog Ko Wordpress Me Import Kare Puri Jankari


ZNETLIVE Kya Hai?

znetlive ek hosting aur domain provider company hai. jaise ki godady aur hostgator hai aise hi znetlive hai. maine bhi znetlive se domain liya hai. znetlive ki hosting hostgator se bhi acchi hai. Agar aap janna chahte hai iski hosting service kaisi hai toh aap 30 din ka free trial le skte hai.

30 Din Ke Liye Free Hosting Kaise Le
agar aap 30 din ke liye free hosting lena chate hai. toh neeche di gayi trial button me click kare.



  • ab aap wordpress me click kare. aur necche dikhaye gaye jaise box me apna email aur mobile no type kare. aur start free trial me click kare.

  • ab apko aisa message show hoga

aapke email address me verification link send ki gayi hogi aur link par click karke apne account ko verify kar le aur 30 din free hosting kar maza le

Shorte.st Se 10000 Per Month Kaise Kamaye Master Trick