Dosto aaj kal smartphones hmare jeevan ka ek hissa ban chuke hai. Agar aapke pas ek din bhi mobile nahi rahta hai. Tab aapko pata chalta hai ki aise bohat se kam hai jo ham mobile ke bina nahi kar skte hai.
Pahle ke jamane me ham mobile ka use kewal baat karne ke liye karte the. Lekin aaj kal baat kam karte hai. Mobile se timepas jyada karte hai. Toh dosto aaj ki post me mai apko bataunga ki apne khud ke naam ki Ringtone kaise banaye.
Aapne bohat se logo ko dekha hoga ki jab unke phone kisi ka call aata hai toh unke naam ki Ringtone bazti hai. Toh aap log sochte hoge ye ringtone kaise bani toh dosto aaj ki post me mai apko bataunga ki apne nam ki Ringtone kaise banaye aur download kare.
Agar aap chahe toh khud kisi mixing software se apne naam ki ringtone bana skte hai. Lekin agar aap internet ki help se apne naam ki Ringtones download karna chahte hai. Toh mai aapko bata deta hu.
Apne Naam Ki Ringtone Download Kare
Apne naam ki Ringtone download karne ke liye aapko jyada mehnat karne ki jarurat nahi hai. Iske liye aapko ek website par jana hoga. Website me apna naam search karke aap Ringtone download kar skte hai.
thanks
yah janakri aapne kaafi achi batayi hai or aapke blog par or bhi kaafi acche post mujhe mile jo kaafi acchi janakri diye hai
bahut hi badhiya jankari aapne hum sabhi ke sath share kiya hai. aise hi useful informations ke bare me likhte rahiye. thanks share krne ke liye