Hello friends Namskar!! All help in hindi me aapka swagat hai. dosto aaj mai ek fir se jio ki ek nayi post lekar aaya hu jisme mai aapko btaunga ki jio ke feature phone ko ham kaise book kar skte hai aur sath me JIO Feature Phone ki poori jankari duga ki JIO Feature phones me kya khasiyat hai toh dost isliye aap hamari post ko end tak padhe aur share karein
Dosto kuch din se aapne jio ke naye feature phone ke bohat se articles padhe hoge aur jyadatar article me kuch bhi nahi btaya jata hai to aaj ke article me mai aapke jio feature phone ke bare me a2z jankari duga ki jio feature phone me kya specification hai aur isme ham kya kya use kar skte hai iski battery life kitni hai aur ye phone dekhne me kaisa hai aur bhi bohat si jankari hai jo mai aapko aaj ki post me btane wala hu toh is liye post ko end tak jarur padhe.
Dosto maine apni pichli jio ki post me btaya tha ki agar aap jio me unlimted downloading karna chahte hai toh unlimted downloading kaise kare vese toh jio ki taraf se aapko daily 1GB data hi milta hai lekin is post ko padhne ke baad aap kuch bhi unlimted download kar skte hai. agar abi tk aapke hamari ye post nahi padhi hai toh aap yaha par click karke ye post padh skte hai aur haan agar post pasand aaye toh ise share jarur keejiyega. toh chaliye dosto baate toh bohat ho gayi ab jante hai JIO 999 Rs Phone ke All Features ko.
JIO Feature Phone 999 RS Specifications
- Best Keyword Input Hardware Buttons
- Best Battery Life
- Front & Back Camera ( Front Camera For Video Calling)
Pre Installed Apps In JIO Feature Volte Phone
- MyJio App
- JIO Music
- JIo Cinema
- Jio Tv
- Jio News Express
- JIo 4G Voice Calling
- JIO Money
- Jio Chat
- JIO Net
- JIO Mag
- JIO Cloud
- More….
thanks