Dosto agar aap apne computer se mobile me internet ka use karna chahte hai. Toh aaj ham apko ek simple si trick btayege jisse aap apne computer me wifi hotspots create kar skte hai. Ye trick khaskar un logo ke liye hai. Jinke pas wifi router nahi hai. Agar aap wire internet connection ka istemal karte hai toh aap apne computer me hotspot create kar apne mobile ya dusre computer me bhi internet connect kar skte hai.
- Linkshrink Se 15000 Permonth Kaise Kamaye
- Top5 Website Email Padhkar Paise Kamane Ki
- Android Phone Se Paise Kamane Ke 5 Best Apps
- Blogmint Kya Hai
Aaj ki post me mai apko aise 2 softwares btane ja rha hu. Jo apke pc me hotspots create karne me help karege. Ab aap windows 7 me badi hi asani se wifi hotspot bana payege.
Aapko internet me bohat se hotspots wale software mil jayege lekin jyadatar software work nahi karte hai. Lekin aaj jo software’s ham aapko btayege wo 100% working hai. Aur inhe aap easily use kar skte hai.
Dosto apko maine apni pichle post me btaya tha ki agar aap daily 20 rs earn karna chahte aur aap koi app bhi download karna chahte hai toh aap hamari ye post padh skte hai. Isme aap bina refer aur bina apps download kiye daily fix amount pa skte hai aur apne phone me Recharge kar skte hai.
Toh aaiye jante hai wi-fi hotspots create krne ke kon se software’s hai.
Laptop Or PC Me Wi-Fi Hotspot Kaise Create Kare
Dosto ham hotspot create karne ke liye 2 software’s ka use kar rhe hai. Aap is software’s ki help se internet sharing kar skte hai. Toh ab jante hai ki in software’s se kaise internet share kar skte hai.
- Facebook Whatspp Youtube Free Me Kaise Use Kare
- 2G Packs Me 3G Speed Kaise Paye
- SD Card Se Photo Recover Kaise Kare
- RAM Kya Hai Aur Ye Kaise Kaam Karti Hai
1- mHotSpot