Vaise niymit yog karne ke fayde toh apko pahle se hi pta hoge. Niymit subah yog karne se ham shareer ki anek bimario ko door bhaga skte hai.
Toh aaj ka hmara topic hai ki तन और मन को कैसे शांत करे wo bhi yog ke dwara.agar apki मांशपेशियों me dikkat hai jyada krodh aata hai, aadi wagerah wagerah hai. Toh in sbko door bhgane ki liye ek khaas aasan hai. Jisko aap karke man ki shanti pa skte ho. Is aasan ka naam hai शशांकासन
Agar inme se apko koi bhi samsya hai toh शशांकासन ki aapke kai marz ki dava hai. शशांक ka matlb hota hai खरगोश is aasan ko hum karte karte खरगोश ki tarah ho jate hai. Isliye ise hum शशांकासन kahte hai. Is aasan ko karte huye hame khas khyal rakhna hoga. Aapko सांस ki गति ka khyal rakhna hoga. Nahi toh परिणाम bure bhi ho skte hai.
Kaise Karte Hai शशांकासन
Sabse pahle aap relax ho jaye. Fir aap jameen par dari ya chatai bichhaye. Ab apko apne dono Pairo ko Modkar peechhe ki ओर yani Hips(नितम्ब) neech rakhe aur एडिओ par baith jaye. Aur apne hatho ki uper ki taraf kare iske baad ab apko सांस छोंड़ते huye dhire dhire aage ki ओर jhuke aur apne hatheliyo ko farsh par टीकाएँ jab aap asan ki is awastha me aane ke kuch samay tak saans rok kar rakhe. Iske baad fir saans lete huye shareer me lachak jate huye pet ko aur fir apne seene ko, aur sir ko uthakar apne sir aur hatho ko samns ki taraf krke dekhe. Aap kuch samay ke liye is awashtha me rahe aur fir kuch samay seedhe hokar aaram kare. Isi kriya ko fir se 4-5 baar kare.
Sawdhaniya
Is aasan ko karne se pahle aap vajrsan ka abhyas acchi tarah se kr le. Agar aap vajrasan me sahi se nahi baith pate ho to ye aasan aapke liye mushkil saabit ho sakta hai.
Ek baat aur dhyan rakhe agar aap ise kar paye tabhi kare. Agar na kar paye toh ise krne ke liye kisi expert ki salah le.
Thank You
Adhik jaankari ke liye video dekhe
Is post ko jyada se jyada share kare aur india ko khushhaal banaye.
0 Comments
अपनी राय यहाँ पर दे