dosto aaj kal whatsapp sabse jyada popular mesenger ban chuka hai. aaj kal ke jamane me shayad hi koi aisa ho jo whatsapp ka use na karta ho. whatsapp ka use log isliye karte hai kyoki ye bohat easy hai aur logo ko jaldi samaj me aa jata hai. kuch messenger applications aise hote hai jine samjne me hame waqt lgta hai. lekin whatsapp sabse easy chat messenger hai.





Aapne mobile me kuch aise no save hoge jinke aap last seens ko nahi dekh pate hai. aap hamesha yahi sochte hoge ki inhone aisa kya kar liye jo ham last seen nahi dekh pa rhe hai. toh dosto last seen ko hide karna bohat hi easy hai. aap ise badi asani se kar skte hai. Whatsapp ne hamko ye feature diya hua ki ham apna last seen ko hide kar skte hai. agar nahi chahte hai ki aapke friends aapka last seen ko dekhe toh aap ise hide kar skte hai. dosto aaj ki post me ham yahi seekhege ki whats last seen hide kaise kare. iske kuch advantage bhi hai aur kuch disadvantage bhi hai. toh sabse pahle ham inko jante hai.


Advantage

  • whatsapp ke last seen ko hide karne se sabse bada fayda ye hai. ki aapke kisi bhi dost ko ye pata nahi chal payega ki aap akhiri bar online kab ayege.
  • aapne kuch logo ko dekha hoga ki jaise hi aap online aate ho wo log faltu ke messages bhejna suru kar dete hai. aise logo ko pata hi nahi chalega ki aap online ho ki nahi.

Disadvantage
  • last seen hide karne se ye nuksan hai. jaise ki koi aapka last seen nahi dekh payega vaise aap bhi kisi ke last seen ko nahi dekh payege. isliye aap ise soch samajh kar use kare

Whatsapp Ka Last Seen Kaise Hide  Kare 
dosto whatsapp ke last seen ko hide karne ke liye ham aapko video ke madhyam se samjhayege.

Top 5 Selfie Apps ( सेल्फी लेने के 5 बढ़िया एंड्राइड एप्लीकेशन )


Whatsapp ko last seen hide karne ke liye ise video par click kare







dosto agar aapko post acchi lagi ho toh apne dosto ke sath jarur share kare.