Namskar Dosto! aaj ki post kafi interesting hai jo aapko kafi pasand bi aane wali hai. aaj ham aapko ATM Machine se jude ko kuch interestings se points bta rahe hai. shayad jo abhi tak aapko nahi pata hoge.  Is waqt aisa time hai jisme poora india roj atm ke chakkar laga raha hai. atm se paise nikalane ke liye kafi badi lines lag rahi hai. jyadatar log ATM par hi depended ho gaye hai. atm machine se judi hui kuch aisi bate hai jo behad hi rochak aur interesting hai jinhe padhke aapko kafi maza aane wala hai. toh dosto ab mai aapka jyada time na waste karke seedhe apni post me aata hu aur aapko ATM se jude huye kuch rochak jankari deta hu.

Dosto maine apni pichli post me btaya tha ki aap Bina internet ke istemal se bhi paytm se money transfer kar skte hai. ab aapko normal len den ke liye hamesha internet ki jarurat nahi padegi paytm ka use aap offline bi kar skte hai. toh dosto agar abhi tak aapne hamari ye post nahi padhi toh aap yaha par click karke ye post padh skte hai. aur paytm ko bina intenet ke kaise use kare iski jankari paa skte hai.
toh dost chalte hai ab aaj ki post ki taraf.





Adsense Address Verify Kare Without Pin Full Detail In Hindi

 ATM से जुडी हुयी  10 रोचक जानकारियां !!!






  1. Kya aapko ATM ka full form pata hai...? agar nahi toh mai aapko bta deta hu ATM ka full form hota hai " Automated Teller Machine"
  2. World Ki pahli ATM Machine London Me 1967 Me Lagai Gayi Thi.
  3. ATM ka Idea kaise aaye toh mai aapko bta du atm ka idea bathroom me nahate waqt aaya. ki agar jaise chocklate machine se ham hamesha chocklate nikal skte hai agar paise nikalne ki bhi koi aisi machine ho toh hame kitni sahuliyat hogi bas fir kya kuch hi dino me ATM machine ko taiyar kar dala.
  4. Poore World me Average 30 lacs ATM's hai aur 2.5 lacs ATM's India me hai 
  5. India me aap bina bank account ke atm ka use nahi kar skte hai. lekin Europe Country ke Romaniya me 84 % logo ke paas bank account nahi hai fir bhi wo ATM Card ka use karte hai.
  6. Keral ke Kochi me pahle Tairne Wala ATM lagaya Gaya Tha
  7. Abhu Dhabi ke Amirat palace me aap atm se Gold bi nikal skte hai. Is Atm se 300+ gold item nikal skte hai.
  8. Antarctica Me only 1 Hi ATM hai. isliye ise duniya ka sabse akela ATM kahte hai.
  9. Aapne suna hoga kai bar chor poori ATM machine hi le jate hai. aur thodi door jane ke baad wo pakad bhi jate hai. aisa isliye hai kyunki atm me ek GPS Chip lagi hoti hai jisse chor ki location ka pta lagaya ja skta hai.
  10. India me sabse jyada Cash Friday ko nikala jata hai.


    Android Mobile Se Paisa Kamane Ke 5 Best Applications




    Toh dosto ye thi 10 atm se judi 10 rochak jankariya. agar aapko ye post pasand aayi ho toh apne dosto ke sath shar karna na bhule.

    Agar aap internet se paise kamana seekhna chahte hai toh aap hamare make money categories ki sabhi post padhe.