Dosto Airtel hamesha apne users ke liye kuch na kuch new services hi laati rahti hai. aise me aapne airtel payments bank ka naam bhi suna hoga. is time TV, Internet, Newspaper in sabhi jagah par Airtel Payments Bank ke bohat se ads dekhne ko mil rahe hai.lekin abhi bhi logo ko iski puri jankari nahi hai. toh dosto aaj ki post me ham aapko bta rahe hai ki airtel payments bank me apna saving account kaise open kar skte hai. aur 7.25% Interest kaise pa skte hai. isliye aap post ko carefuly padhe aur hamare btaye gaye steps ko follow kar Airtel Payments Bank Me apna account open karein
Dosto Airtel ne apni nayi service Airtel Payments Bank launch ki hai. jisse ab paise nikalna aur jama karna bahut hi easy ho gaya hai. iske sath sath aap interest bhi paa skte hai. Dosto agar Airtel Payments Bank ko dekha jaye toh ye bilkul e-wallet ki tarah hi hai. jaise ki ham MobikWik, Paytm, FreeCharge ka istemal karte hai. isi tarike se ham Airtel Payments Bank Ka Bhi Istemal Kar skte hai. Lekin Paytm Jaisi apps me hame interest nahi milta hai. lekin Airtel Payments Bank me aisa nahi hai. isme aapke paise ke hisab se aapko 7.25% ka interest bhi milega.
Bill Gets Biography In Hindi (बिल गेट्स के जीवन के बारे में जानिए हिंदी में)
Airtel hame normal banks se jyada interest de raha hai. isliye iske users din pratidin badte ja rahe hai. iske sath sath aap iska debit card bhi le skte hai. aur online shopping vagera me iska istemal kar skte hai. toh aaiye ab jante hai ki airtel payments bank me apna new account kaise open karein.
Blogger Blog Ke Liye Kon Free Ya Paid Kon Sa Domain Name Best Hai
Airtel payments bank me aapko bilkul bank ki tarah hi suvidha mil rahi hai. lekin isme aapko bank ke bar bar chakkar nahi lagane padege.ye kaam aap ghar baithe hi kar skte hai. aisa karne se aapka time waste bhi nahi hoga. toh dosto ab jaante hai ki isme account kaise open kare aur money kaise add karein.
Airtel Payments Bank में Savings Account कैसे Open करें
Dosto isme account open karna bohat hi easy hai. iski jaankari ham aapko step by step de rahe hai. dosto ek baat ka aapko dhyan rakhna hai isme accounts open karne ke liye aapke Pas Adhar Card, Pan Card, Aur bhi jaruri Importents Documents hone tbhi aap isme account open kar skt hai.
Aap 2 Tariko Se Account Open kar skte hai ek toh Android App aur ek Website se toh dosto mai aapko Android app ke jariye account open karke dikha raha hoon
STEP-1
Sabse Pahle aap Airtel Merchent App Install Karein
( Download Link )
STEP-2
Ab App Open kare aur Apna Airtel No enter karein aur OTP Complete karein
STEP-3
Ab Aapko GET SAVINGS Account ka Option Show hoga is par click karein.
STEP-4
Ab Aapke samne Ek Form Open hoga jisme aapko Details Fill karni hai.
STEP-5
Details Submit karne ke baad aap Nearest Airtel Store me jakar apna account ko Activate karva skte hai.
Toh dosto ab aap samj chuke hoge ki airtel payments bank me account kaise open karte hai. agar aapko kuch promblem ho rahi ho toh aap comments me hame bta skte hai. agar post pasand aayi ho toh share jarur karein
0 Comments
अपनी राय यहाँ पर दे