Adhaar card ham sbke bahut hi jyada importent ho gya hai. aaj kal other id ka use bahut kam ho gya hai. sabse jyada upyog adhar card ka hi istemal kiya jaata hai chahe sim card lene me ya fir money kisi ko transfer karne me. aaj kal sabse jyada use adhaar card ka hi kiya jaata hai. dosto aaj ki post me hum aapko btane wale hai ki apni adhhar card ki history kaise check karte hai. 
adhaar history check karne se pta chal jayega ki aapne kaha kaha aur kis jagah par adhaar card ka use kiya hai. to dosto bahut hi useful trick hai ummed karta hu ye trick aapko jarur pasand aayegi.

Dosto adhaar card ek bahut importent document hota hai. adhaar card me aapki sari details hoti hai jaise ki aapka photo address, aur aapke finger scan detail. ye sabhi detail adhar card me hoti hai. aise me ye hota hai ki kahi koi aapka adhar card ka galat istemal na kar le. isi ko kaise pata kare iske baare me ham aaj ki post me janege.
dosto maine adhar card par kai saare articles likhe aap yahan par click karke hamari isse related articles padh skte hai .





Paytm Loot : Jio में करें 303 का रिचार्ज और पाएं 381 रुपये का Cashback



Aadhaar Card Ki History Kaise Pta Karein....?

STEP-1 Sabse pahle aapko browser me jaana hai. mai aapko advise duga iske liye pc ka hi use karein tabi aap achhe se details check kar payege.

STEP-2 Browser me adhaar ki official website https://uidai.gov.in ko open karein




Paytm Loot: Paytm से 20 रुपये का Free रिचार्ज कैसे करें


STEP-3 Website ko open karne ke baad aapko authentication aadhaar history ka option find karna hai. aap neeche screeen shot me dekh skte hai 


STEP-4 Ab ek new window open hoga jisme aapko apna adhaar no aur secuirty code enter karna hai. isko enter karne ke baad aap OTP par click karein







STEP-5 Ab aapke phone par adhaar otp ayega. aur ek new window open hogi jisme aapko otp verify karna hai 

STEP-6 OTP Verify karne ke baad aap 6 Month tak ki history check kar skte hai.

Toh dosto is tarike se aap apne adhar card ki history ko badi easily check kar skte hai. 
aaj kal fraud bahut hi jyada hone lga hai. aise me hame hamesha alert rahna chahiye. kyuki aaj kal jyadatar fraud adhaar card se hi ho rha hai. isliye aapko alert rhna chahiye.
umeed karta hu ye article aapko pasand aaya hoga. agar pasand aaya ho to ise apne dosto ke sath bhi jarur share karein jisse unko bhi ye jaankari mil ske.